New Ramzan Kalam 2023 | Rab Ka Mehman Ramzan Hai | Mahmood Raza Qadri & Hassaan Raza Qadri
Official Video
- Title
- Rab Ka Mehman Ramzan Hai
- Artist
- Mahmood Raza Qadri & Hassaan Raza Qadri
- Kalam Type
- Kalam
Lyrics
Mahe RamzaanMahe RamzaanMahe RamzaanMahe Ramzaan
Assalam Ae Mahe RamzaanAssalam Ae Mahe Ramzaan
Mery Aaqa Ka Farmaan HaiRab Ka Mehmaan Ramzaan Hai
Mery Aaqa Ka Farmaan HaiRab Ka Mehmaan Ramzaan Hai
Sehri Iftar Ki ChashniAur Taraweeh Ki DilkashiSehri Iftar Ki ChashniAur Taraweeh Ki Dilkashi
Tujhko Bin Mange Jo Mil GaiTujhko Bin Mange Jo Mil GaiTujhpe Rab Ka Ye Ehsan Hai
Mery Aaqa Ka Farmaan HaiRab Ka Mehmaan Ramzaan HaiMery Aaqa Ka Farmaan HaiRab Ka Mehmaan Ramzaan Hai
Jisme Quran Nazil HuaQurbe Rehman Hasil HuaZikr Se Dil Na Gafil HuaZikr Se Dil Na Gafil Hua
Ye Wahi Mahe Ramzaan HaiMery Aaqa Ka Farmaan HaiRab Ka Mehmaan Ramzaan HaiMery Aaqa Ka Farmaan HaiRab Ka Mehmaan Ramzaan Hai
Ker Tilawat Tu Quran KiQadr Ker Rab Ke Farmaan Ki
Ker Tilawat Tu Quran KiQadr Ker Rab Ke Farmaan Ki
Taake Rehmat Ho Rehmaan KiTaake Rehmat Ho Rehmaan Ki
Bas Yahi Teri Pehchan HaiMery Aaqa Ka Farmaan HaiRab Ka Mehmaan Ramzaan HaiMery Aaqa Ka Farmaan HaiRab Ka Mehmaan Ramzaan Hai
Rahe Quran O Sunnat Pe ChalTaake Hasil Ho Jannat Ke PhalRahe Quran O Sunnat Pe ChalTaake Hasil Ho Jannat Ke Phal
Nafso Shaitan Hai Dushman SambhalNafso Shaitan Hai Dushman SambhalTera Gafil Kidhar Dhyan Hai
Mery Aaqa Ka Farmaan HaiRab Ka Mehmaan Ramzaan HaiMery Aaqa Ka Farmaan HaiRab Ka Mehmaan Ramzaan Hai
Tap any verse to highlight it.

